• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Maut Se Yari Na Thi Hasti Se Be-Zari Na Thi

Maut Se Yari Na Thi Hasti Se Be-Zari Na Thi

maut se yaari na thi hasti se be-zari na thi

us safar par chal diye ham jis ki tayyari na thi

ham usi ki ḳhaak se uTThe hain kundan ban ke aaj

dosto jis shahar men rasm-e-vafadari na thi

ham ne ḳhun-e-arzu de kar munaqqash kar diya

varna divar-e-talab par aisi gul-kari na thi

mar ga.e sar phoḌ ke divar-e-zindan se asiir

zindagi kunj-e-qafas men maut se pyari na thi

ab shikast-e-arzu hai ba.is-e-taskin-e-dil

is se pahle to kabhi ye kaifiyat taari na thi

jal raha hai har nafs ab apne gham ki aanch se

saans lene men kabhi ‘mohsin’ ye dushvari na thi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

faiz-ahmad-faiz

Raat dhalne Lagi Hai Sinon Mein

Mera Wajud Usko Gawara Nahin Raha

poet

Kuchh Dafn Hai Aur sans Liye Jata Hai

ahmad-jahangeer

Shiraaz Ki Mai Marw Ke Yaqut Sambhaale

Ishq Mein Qafila-E-Salar Nahin Chahiye Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet