• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Maut Kis Ne Banti Hai

Maut Kis Ne Banti Hai

maimoona-abbas-khan

raat ke andhere men

aaj phir dabe paanv

sarsarati sargoshi

phan utha ke chalti hai

vaqt ret ki manind

haath se phisalta hai

niind mujh se ruthi hai

bhuuk raqs karti hai

pyaas chubhne lagti hai

saans kyuun atakti hai

jhanko meri ankhon men

aks dekh lo apna

aur mujhe ye batla do

kya tumhen khatakta hai

kyuun gurezan ho mujh se

kya men bojh lagti huun

kyuun machal si jaati ho

haath bhi badhati ho

phir pare khisakti ho

haath khol do mere

bhinch lo na siine men

gaal chhune do apne

gar nahin rahi kal main

lams to rahega na

ye sadaen kaisi hain

jin ki guunj se mere

kaan sansanate hain

kis ki siskiyan hain ye

zindagi ki ya tum ho

maut to nahin na ye

maut gar nahin hai ye

ahaten hain phir kis ki

kyuun ghutan ka pahra hai

kya mujhe janam de kar

tum ne maut banti hai

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sulagti Nind Ke Girdab Se Nikal Aaya

Dhup Ke Jate Hi Mar Jaunga Main

poet

Unki God Mein Sar Rakh Kar Jab Aansu Aansu Roya Tha

Aasman Ho Ke Bhi Zamin Hona

Jahan Mabud Thahraya Gaya Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet