• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mauj-E-KHayal-E-Yar Gham-E-Asar Aai Hai

Mauj-E-KHayal-E-Yar Gham-E-Asar Aai Hai

mauj-e-ḳhayal-e-yar gham-e-asar aa.i hai

kyuun chahaton ke biich ye divar aa.i hai

ik buund haath aa.i hai patthar nichoḌ kar

ankhon se lab pe quvvat-e-iz.har aa.i hai

ham dushmanon men apni zaban haar aa.e hain

jab haath kaT chuke hain to talvar aa.i hai

kyuun asman ne dast-e-tahi phir kiya daraz

kyuun dhuup zer-e-saya-e-divar aa.i hai

suraj jhulas gaya hai har ik shaḳh-e-jism-o-jan

din Dhal gaya to ghar men shab-e-tar aa.i hai

be-saut tha ‘mujibi’ har ik naghma-e-ḳhayal

TuuTa jo dil to saaz ki jhankar aa.i hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Safar Ki Dhul Ko Chehre Se Saf Karta Raha

Hum Samajhte Hain Jise Apna Jahan Kuchh Aur Hai

ahmad-hamesh

Injala Ke Liye Ek Nazm

Saqi Khulta Hai Paimana Khulta Hai

sameena-raja

Ek Umr Ki der

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet