• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Geet / Matlab Nikal Gaya Hai To Pahchante Nahin

Matlab Nikal Gaya Hai To Pahchante Nahin

sahir-ludhianvi

matlab nikal gaya hai to pahchante nahin

yuun ja rahe hain jaise hamen jante nahin

apni gharaz thi jab tu lipatna qubul tha

banhon ke daere men simatna qubul tha

ab ham mana rahe hain magar mante nahin

ham ne tumhen pasand kiya kya bura kiya

rutba hi kuchh buland kiya kya bura kiya

har ik gali ki khaak to ham chhante nahin

munh pher kar na jaao hamare qarib se

milta hai koi chahne vaala nasib se

is tarah ashiqon pe kaman tante nahin

Filed Under: Geet Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Dard Se Jaan Churaate Hue Dar Lagta Hai

Aise Kuchh Log Bhi miTTi Pe Utare Jaen

Nahin Aasan Kisi Ke Waste taKHmina Mera

Kar Len Samjhauta Sabhi Aaj Ke Haalat Se Ab

Hunar-Mandi Se Jine Ka Hunar Ab Tak Nahin Aaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet