• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mat Use Hath Lagana Wo Sajan Aag Hai Aag

Mat Use Hath Lagana Wo Sajan Aag Hai Aag

mat use haath lagana vo sajan aag hai aag

tum use ḳhaak samajhte ho badan aag hai aag

us ki hasrat men bhale log mare jaate hain

kaun samjha.e ki vo ghuncha-dahan aag hai aag

apni tahzib ko paani ki zarurat hogi

chuum aaya huun lab-e-gang-o-jaman aag hai aag

vo jo momin hai to miTTi hi kafan hai us ka

aur kafir hai to phir us ka kafan aag hai aag

saare sayyare sitare bhi hain atish-pare

ye zamin aag ki hai nil-gagan aag hai aag

phuul khilte hain ki barud ḳhabar bhi dena

kitna shadab hai aur kitna chaman aag hai aag

sard alfaz ko baḳhshi hai hararat kis ne

rashk-e-‘ḳhurshid’ hai vo us ka suḳhan aag hai aag

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Zindagi Jine Ka Pahle Hausla Paida Karo

Har Safar Ke Baad Waisa Hi Safar Rakkha Gaya

Ghar Ka Rasta Jo Bhul Jata Hun

poet

Sun Ke Furqat Chup Hua Aisa Ki Murda Ho Gaya

abdullah-kamal

Itna Yaqin Rakh Ki Guman Baqi Rahe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet