Maslak-E-Ishq Bayan Kya Kije Mumtaz Mirzamaslak-e-ishq bayan kya kiije kufr iman hua jaata hai mujh se le le koi yaden meri ji pareshan hua jaata hai baghbaon ko khabar hai ki nahin baagh viran hua jaata hai vahshat-e-dil ke tasadduq ‘mumtaz’ ghar bayaban hua jaata hai
Leave a Reply