• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Masjidon Ke Sahn Tak Jaana Bahut dushwar Tha

Masjidon Ke Sahn Tak Jaana Bahut dushwar Tha

rahat-indori

masjidon ke sahn tak jaana bahut dushvar tha

dair se nikla to mere raste men daar tha

dekhte hi dekhte shahron ki raunaq ban gaya

kal yahi chehra hamare ainon par baar tha

apni qismat men likhi thi dhuup ki narazgi

saya-e-divar tha lekin pas-e-divar tha

sab ke dukh sukh us ke chehre par likhe paae gae

aadmi kya tha hamare shahr ka akhbar tha

ab mohalle bhar ke darvazon pe dastak hai nasib

ik zamana tha ki jab main bhi bahut khuddar tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

akhtar-ul-iman

Be-Chaargi

zehra-nigaah

Bhuli-Bisri Yaadon Ko Liptae Hue Hun

MULLA JAMI

Bar Ud-e-dilm Nawakht Yak Zamzama Ishq

Mashwara Hai Ye Behtari Ke Liye

Agarche Sab Yahan Sasta paDega

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet