Mashwara nannhi ladki sahil ke itne nazdik ret se apne ghar na bana koi sarkash mauj idhar aai to tere ghar ki buniyaden tak bah jaengi aur phir un ki yaad men tu saari umr udaas rahegi!
Leave a Reply