Afzun Jo Shabab dam-Ba-dam Hota Hai afzun jo shabab dam-ba-dam hota hai ghatti hai umr kya sitam hota hai hai misl-e-charagh zindagani ‘mail’ batti jalti hai tel kam hota hai
Leave a Reply