• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Kalam / Mashhur Hai Jahan Mein Agarche Jafa-e-Gul

Mashhur Hai Jahan Mein Agarche Jafa-e-Gul

Sufi

mash.hur hai jahan men agarche jafa-e-gul

so janen hon to kijiye us par fida-e-gul

jaata hai misl-e-bu ke ye dil uda hua

kyuun kar bhala na huun main kaho mubtala-e-gul

sarsabz gul ki rakhe khuda har ravish bahar

ai baghban nasib ho tujh ko bala-e-gul

gul-e-zar us ke daagh se siina mira hua

kaho mire mazar par koi na laae gul

us bulbul-e-asir ki hasrat pe daagh huun

mar hi gai qafas men suni jab sada-e-gul

gulchin-o-baghban ko kahan us ki qadr hai

bulbul ke dil se puchhiye jis vaqt aae gul

kuchh aarzu se kaam nahin ‘ishq’ ko saba

manzur us ko hai vahi jo ho raza-e-gul

Filed Under: Kalam Tagged With: Sufi Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dekhta Bhi Hai Dekhta Bhi Nahin

poet

Be Faeda Rakhta Nahin Sar Hathon Par

Ai Husn-E-Lala-Fam! Zara Aankh to Mila

KHamosh Rah Ke Zawal-E-suKHan Ka Gham Kiye Jaen

ismail-merathi

Mulamma Ki Anguthi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet