• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Masarraton Ka Khila Hai Har Ek Samt Chaman

Masarraton Ka Khila Hai Har Ek Samt Chaman

masarraton ka khila hai har ek samt chaman

magar ye dil ki hai phir bhi qatil-e-ranj-o-mehan

baḌe sukun se zulfen sanvarne vaale

kisi ki ziist na ban jaa.e mustaqil uljhan

mire junun pe rahe log mo’tariz lekin

na dekhe aah kisi ne tire ḳhutut-e-badan

abhi to harf-e-tamanna ka zikr tak bhi nahin

abhi na Daal ḳhuda ke liye jabin pe shikan

dil-e-fasurda men yuun teri yaad aa.i hai

shab-e-siyah men jis tarah raushni ki kiran

ye kis ne jhuum ke masti men li hai angḌa.i

fusun-taraz hai ye kis ka rang-e-pairahan

guzar gaya hai zamana magar mujhe ‘rif.at’

hai ab bhi yaad kisi ki nigah-e-tauba-shikan

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ahmad-nadeem-qasmi

Ye Faza, Ye Ghatiyan, Ye Badliyan Ye Bundiyan

Wahi Sahil Wahi Manjdhaar Mujhko

poet

Tufan Mein Bhanwar Mein Na Dhaaron Ki God Mein

poet

Na Junun Jaega Kabhi Mera

Umr Lambi to Hai Magar Baba

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet