Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
abdul-majeed-hairat

Marham-e-Zakhm-e-Jigar Ho Jae

  • Ghazal
  • Urdu Poet
  • Poet: Abdul Majeed Hairat
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

marham-e-zakhm-e-jigar ho jaae

ek aisi bhi nazar ho jaae

ik ishara bhi agar ho jaae

is shab-e-gham ki sahar ho jaae

sub.h ye fikr ki ho jaae shaam

shaam ko ye ki sahar ho jaae

ho na itna bhi pareshan koi

ki zamane ko khabar ho jaae

yuun to jo kuchh bhi kisi par guzre

dil na afsurda magar ho jaae

fikr-e-farda bhi karenge ‘hairat’

pahle ye shab to basar ho jaae

More Poems

dil Ke Aaine Mein Nit Jalwa-Kunan Rahta Hai

Bab-E-Hairat Se Mujhe Izn-E-Safar Hone Ko Hai

Jo Mujhe Bhula denge Main Unhen Bhula dunga

Ishq Ko Aankh Mein Jalte dekha

Sawal – Che Khwahad Mard Mani Jaan Ibarat

Safina dagmagane Lag Gaya Hai

Nadi

Aks Har Roz Kisi Gham Ka Pada Karta Hai

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.