• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mar Dala Mujhe Furqat Ne Qaza Se Pahle

Mar Dala Mujhe Furqat Ne Qaza Se Pahle

poet

maar Daala mujhe furqat ne qaza se pahle

ho gaya kaam ada un ki ada se pahle

sabqat ehsan ko hai un ke mire isyan par

afv karte hain ḳhata ko vo ḳhata se pahle

ham ne sikhla.e hain andaz-e-vafa-o-iḳhlas

agahi kab thi unhen rasm-e-vafa se pahle

kyon na taqdim mire kufr ko islam pe ho

but kalisa men nazar aa.e ḳhuda se pahle

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

azra-naqvi

Kisi Khayal Ki Hiddat Se Jalna Chahti Hun

laTkai Diwar Pe Kis Ne Hatim Ki Taswir

obaidullah-aleem

Nigar-E-Subh Ki Ummid Mein Pighalte Hue

Kam Se Kam Aarzi Nahin Hogi

ahmad-javed

Ek Tassur

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet