• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Gulshan Mein Ye Kamal Tujhe Dekh Kar Hua

Gulshan Mein Ye Kamal Tujhe Dekh Kar Hua

gulshan men ye kamal tujhe dekh kar hua

phulon ka rang laal tujhe dekh kar hua

muddat ke ba.ad aaj mile hain to jan-e-man

dil ko bahut malal tujhe dekh kar hua

aao ham aaj chand ka qarza utaar den

taron ko ye ḳhayal tujhe dekh kar hua

ḳhushbu se kis zaban men baten karenge log

mahfil men ye saval tujhe dekh kar hua

ashkon se jab likhenge ghazal tab suna.enge

is dil ka jo bhi haal tujhe dekh kar hua

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Raaton Ki God Mein the Azabon Ke Silsile

Hum Bin Gham-E-Yar Bhi Jiye Hain

Hiqarat Ki Nazar Se Dekhta Hai Har Bashar Mujhko

Wo Kya Zindagi Jis Mein Joshish Nahin

gulzar

Bite Rishte Talash Karti Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet