• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wo Jo Ek Shakl Mere Chaar Taraf Bikhri Thi

Wo Jo Ek Shakl Mere Chaar Taraf Bikhri Thi

zehra-nigaah

vo jo ik shakl mire chaar taraf bikhri thi

main ne jab ghaur se dekha to miri apni thi

phir asiron pe kisi khvab ne jaadu daala

raat kuchh halqa-e-zanjir men khamoshi thi

yuun to adab-e-mohabbat men sabhi jaaez tha

phir bhi chup rahne men ik shaan dil-avezi thi

raat bhar jagne valon ne pas-e-shama-e-zard

subh ik khvab ki surat ki tarah dekhi thi

shorish-e-sher men khamosh si kyuun hai ‘zehra’

achchha-khasa to kabhi vo bhi kaha karti thi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sufi

Akeli Ruh Akela Mera Badan Bhi Hai

Nahin Roze Se Hain to Kya Adakari to Karni Hai

Mushkilon Mein Muskurana Sikhiye

aabid-adeeb

Giton Ka Shahr Hai Ki Nagar Soz-O-Saz Ka

Sufi

Hum Jahan Rahte Hain Khwabon Ka Nagar Hai Koi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet