Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
abid-kazmi

Maqam Apna duniya Mein Zishan Rakh

  • Ghazal
  • Urdu Poet
  • Poet: Abid Kazmi
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

maqam apna duniya men zishan rakh

jo nazron se tole vo mizan rakh

muhib tu khuda ka hai khalis ghalat

habib-e-khuda pe bhi iman rakh

na-umidi faqat kufr-o-ilhad hai

agar tu hai momin to iqan rakh

takhayyul bhi khud ka taghazzul men ho

baghal men kisi ka na divan rakh

khuda koi dhunde to milta bhi hai

tajassus to apna pareshan rakh

More Poems

Khudi Ki Shokhi O Tundi Mein Kibr-O-Naz Nahin

Ham-Nafaso Ujad Gain Mehr-O-Wafa Ki Bastiyan

Tere Khayal Ko Mauj-e-Rawan Banate Hue

Ek Pauda Aur Ghas

Apna Khaka Lagta Hun

Agar Wo Khud Hi Bichhad Jaane Ki dua Karega

Tumhaara Istiara Aankh Mein Hai

Aaya Hai Subh Nind Sun Uth Rasmasa Hua

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.