• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Manzar Se Udhar KHwab Ki Paspai Se Aage

Manzar Se Udhar KHwab Ki Paspai Se Aage

manzar se udhar ḳhvab ki paspa.i se aage

main dekh raha huun had-e-bina.i se aage

ye ‘qais’ ki masnad hai so zeba hai usi ko

hai ishq sarasar miri dana.i se aage

shayad mire ajdad ko malum nahin tha

ik baagh hai is dasht ki ra.ana.i se aage

sab dekh rahi thi pas-e-divar tha jo kuchh

thi chashm-e-tamasha.i tamasha.i se aage

ham qafiya-paima.i ke chakkar men paḌe hain

hai sinf-e-ghazal qafiya-paima.i se aage

ik din jo yunhi parda-e-aflak uThaya

barpa tha tamasha koi tanha.i se aage

mujh kaghzi kashti pe nazar kijiye ‘azar’

baḌhti hai jo lahron ki tavana.i se aage

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Shokhi Ne Teri Lutf Na Rakkha Hijab Mein

Chaman Chaman Se Gulon Ka Yahi Payam Aaya

poet

Tumko Agar Hamari Mohabbat Nahin Rahi

Ek Umr Lagti Hai Aashiyan Banane Mein

abdul-hamid-adam

Humse Chunan-Chunin Na Karo Hum Nashe Mein Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet