• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / bhaTak Rahi Hai Andheron Mein Aankh Dekhe Kya

bhaTak Rahi Hai Andheron Mein Aankh Dekhe Kya

bhaTak rahi hai andheron men aankh dekhe kya

ruki hai soch ki ab aur aage soche kya

har ek raah hai sunsan har gali ḳhamosh

ye shahr shahr-e-ḳhamoshan hai koi bole kya

bujhi bujhi si tamanna thaki thaki si umiid

ab aur yaas ke sahra men koi chahe kya

hui hai sub.h se kis tarah shaam shaam se sub.h

jo meri jaan pe guzri hai koi samjhe kya

har ek fard hai yaan apni apni soch men gum

javab ḳhud se gurezan saval puchhe kya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tu Apne Phul Se honTon Ko Raegan Mat Kar

abdul-ahad-saaz

Aaj Phir Shab Ka Hawala Teri Jaanib Thahre

poet

Thakan Se Chur Hain Aur Gard Se Ate Hain Hum

poet

Chashm-E-Khun-Khwar Abru-E-Khamdar donon Ek Hain

poet

Qatre Gire Jo Kuchh Araq-E-Infial Ke

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet