• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Manus Ho Gae Hain Gham-e-Zindagi Se Hum

Manus Ho Gae Hain Gham-e-Zindagi Se Hum

poet

manus ho gae hain gham-e-zindagi se ham

ham ko khushi mile to na lenge khushi se ham

phulon ki aarzu na karenge kisi se ham

kante samet laae hain un ki gali se ham

ham sham-e-gham ko sub.h-e-masarrat ka naam den

suraj karen tulua na kyuun tirgi se ham

sach ke liye ham aaj ke suqrat ban gae

piite hain jaam zahr ka apni khushi se ham

ham mil ke khud se khud ko bhi pahchante nahin

apne liye bhi ban gae hain ajnabi se ham

gham khate khate ho gaya manus-e-gham mizaj

ho jaate hain fasurda-o-mahvar khushi se ham

ham ko vatan men ab koi pahchanta nahin

apne vatan men phirte hain ab ajnabi se ham

ban jaaen kyuun na khud hi numud-e-sahar ki zau

‘asi’ ziya talab na karen tirgi se ham

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tere Baghair Gul-O-Nastaran Pe Kya Guzri

Aaina-Dil Dagh-E-Tamanna Ke Liye Tha

poet

Masruf Hum Bhi Anjuman-Araiyon Mein The

mubarak-azimabadi

Puchhi Taqsir To Bole Koi Taqsir Nahin

abdul-hamid-adam

dil Ki Hasti Bikhar Gai Hoti

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet