• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ek Neamat Tere Mahjur Ke Hath Aai Hai

Ek Neamat Tere Mahjur Ke Hath Aai Hai

ek ne.amat tire mahjur ke haath aa.i hai

iid ka chand charagh-e-shab-e-tanha.i hai

qaid men bas ye koi kah de bahar aa.i hai

phir to main huun miri zanjir hai angḌa.i hai

kitna dilchasp hai allah mira qissa-e-gham

aaj koi nahin kahta mujhe niind aa.i hai

zahr aur zahr ki tasir batane vaale

ab samajh le ki na sauda hai na sauda.i hai

sub.h tak hoga mire ghar pe hujum-e-ḳhilqat

raat ki raat faqat alam-e-tanha.i hai

daman-o-jeb-o-gareban bhi nisar-e-vahshat

ab kisi baat men zillat hai na rusva.i hai

do ghaḌi dil ke bahalne ka sahara bhi gaya

lijiye aaj tasavvur men bhi tanha.i hai

muddaten guzrin hamen ashk bahate ‘manzar’

aaj ḳhud us ne hansaya to hansi aa.i hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ahl-E-Dair-O-Haram Rah Gae

jigar-moradabadi

dil Gaya Raunaq-E-Hayat Gai

poet

Lutf Zindagani Ka Shauq-E-Arzu Mein Hai

Pau phaTi Subh Hui Sham Hui

abu-bakr-abbad

Palat Jaana Koi Mushkil Nahin Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet