• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Manus Fitratan Hain Gham-E-Ashiqi Se Hum

Manus Fitratan Hain Gham-E-Ashiqi Se Hum

manus fitratan hain gham-e-ashiqi se ham

phir kyuun na tere naaz uTha.en ḳhushi se ham

jab se yaqin hua hai vahi karsaz hain

ab apna haal kahte nahin har kisi se ham

ḳhamosh zindagi bhi dalil-e-bahar hai

ye dars le rahe hain chaman men kali se ham

ye aur baat hai ki hamen kuchh gila bhi hai

munkir nahin magar tiri dariya-dili se ham

dil-soz-o-dil-ḳharash hai ye jada-e-hayat

lekin guzar rahe hain baḌi sadgi se ham

ye fikr ye ḳhayal ‘aziz’ aap ka na ho

kuchh sher sun rahe the abhi ‘varsi’ se ham

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jo Mere Dil Mein Sahw Teri Yaad Se Hua

wali-mohammad-wali

Ishq Mein Sabr-O-Raza darkar Hai

akbar-allahabadi

Khatm Kiya Saba Ne Raqs Gul Pe Nisar Ho Chuki

Nazakat Hai Na KHushbu Aur Na Koi Dilkashi Hi Hai

Qalam Mein Raushni Kam Aur Dhuan Ziyaada Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet