• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aashiq Ko Tere Lakh Koi Rahnuma Mile

Aashiq Ko Tere Lakh Koi Rahnuma Mile

poet

ashiq ko tere laakh koi rahnuma mile

tera pata mila hai na tera pata mile

tum mujh se aa mile kabhi dushman se ja mile

jab ye mizaj hai to koi tum se kya mile

baad-e-fana bhi khair se tanha nahin hain ham

bandon se chhut gae to farishton men aa mile

jab dair men ye dekha ki apna guzar nahin

kaabe ke jaane valon men majbur ja mile

dekho ‘rasa’ chale to ho tum tauba todne

dar par na mai-kade ke koi parsa mile

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Har Aankh Ka Hasil Duri Hai

Phir Kisi Yaad Ka Darwaza Khula Aahista

ahmad-irfan

Ab Kahan Jaunga Uth Kar Main Yahin Rahne de

poet

Hue The Bhag Ke Parde Mein Tum Nihan Kyunkar

poet

Apna Ho Kar Bhi Paraya Nazar Aaya Hun Main

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet