• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mange Hai Tere Milne Ko Be-Tarah Se Dil Aaj

Mange Hai Tere Milne Ko Be-Tarah Se Dil Aaj

poet

mange hai tire milne ko be-tarah se dil aaj

kal kya hai jo milna hai miri jaan tu mil aaj

phir sub.h se ashob-e-qayamat hai jahan men

chehre pe tire kin ne banaya hai ye til aaj

ai girya tu ḳhatir se miri kiijo na sarfa

main ḳhun-e-dil-ḳhasta kiya tujh pe bahil aaj

chahe hai agar kal ko tiri nashv-o-numa ho

dil khol ke daane ki tarah ḳhaak men ril aaj

kya siina jo taḌphon ko nigah ki tiri jhele

is tiir se rah jaa.e na faulad ki sil aaj

ya-rab na paḌe asl se apni koi yaan duur

ye aab tha sab jitni ki dekhe hai tu gil aaj

‘qa.em’ ye ghazab kal to na TuuTe tha tire par

dekha hai kahin tiin vo but-e-mehr-gusil aaj

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

mushafi-ghulam-hamdani

Aankhen Hain Josh-E-Ashk Se Panghat

Kam Mayassar Ho Jo Hoti Hai Usi Ki Qimat

Roz Hawa Mein uDne Ki Farmaish Hai

Dekha Jo Us Taraf to Badan Par Nazar Gai

miyan-dad-khan-sayyah

Qais Jangal Mein Akela Hai Mujhe Jaane do

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet