• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mane to Kis Ki Diwana Mane

Mane to Kis Ki Diwana Mane

maane to kis ki divana maane

jitni zabanen utne fasane

andaz us ka ahval mera

kuchh main na samjhun kuchh vo na jaane

allah re ye ḳhud-e’timadi

main ab chala huun un ko bulane

gum-karda-e-rah kya sochta hai

chhoḌ aaya pichhe kitne Thikane

meri vafa ka vo mo’tarif hai

apni ḳhata ko maane na maane

chaho to aao chaho na aao

donon ke yaksan hiile bahane

kuchh mere gham se nisbat hai un ko

yaad aa rahe hain kitne fasane

kya hai ‘salim’ in baton ka hasil

kis ko chala hai tu azmane

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sufi

Kya Kya dhare Ajube Hain Shahr-e-Khayal Mein

Tu Bhi Kar Ghaur Is Kahani Par

allama-iqbal

Aflak Se Aata Hai Nalon Ka Jawab Aakhir

komal-joya

duaen Mangne Se Peshtar Mat Bhul Malika

Hujum-E-Yas Mein Jina Bhi Ek Azab Hua

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet