• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mana Usko Gila Nahin Mujhse

Mana Usko Gila Nahin Mujhse

maana us ko gila nahin mujh se

kuchh to hai jo kaha nahin mujh se

haq nahin dosti ka aisa koi

jo ki us ko mila nahin mujh se

dil hi dil men vo bughz rakhta hai

jo ba-zahir ḳhafa nahin mujh se

kuchh to hoga zarur is ka sabab

vo jo ab tak laḌa nahin mujh se

laakh pichha chhuḌana chaha magar

gham hua hi juda nahin mujh se

kaise rah pa.ega vo mere baghair

jo alag hi raha nahin mujh se

jo ba-zahir ḳhafa hai ai ‘mahtab’

vo ba-batin ḳhafa nahin mujh se

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Koi Din Zabt-E-Ulfat Ka Natija Dekh Lete Hain

Sufi

Mora Manwa Lag Gailo Pyare Son

poet

Sab muKhaalif Jab Kinare Ho Gae

poet

uTh Jae Gar Ye Bich Se Parda Hijab Ka

sahir-ludhianvi

Har Qadam Marhala-E-dar-O-Salib Aaj Bhi Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet