• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jaan Bhi Pur-Soz Ho Anjam-E-Tamanna Kya Hai

Jaan Bhi Pur-Soz Ho Anjam-E-Tamanna Kya Hai

jaan bhi pur-soz ho anjam-e-tamanna kya hai

koi batla.e ki jiine ka bahana kya hai

meri ankhon men nami bhi ho to vallah kya hai

koi bhi jis ko na dekhe vo tamasha kya hai

vo na chahen to maza chaah men phir ḳhaak mile

ham agar chahen bhi bil-farz to hota kya hai

dil sulagta hai sulagta rahe jalta hai jale

aisi baton se bhala ishq men banta kya hai

ham se mansub hain ummid-o-tamanna-o-ḳhayal

koi dekhe to zara aap ka naqsha kya hai

aql samjha.egi bahla.egi phusla.egi

dil ki chhalni se magar dekhiye chhanta kya hai

be-ḳhabar kitne the ‘mas.u’ rumuz-e-gham se

main jo roya to kaha dard se rota kya hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Samundaron Se Kabhi Dasht Se Guzarne Mein

poet

dhaDkan Ho Kar Dil Se Sazish Karta Hun

seema-sharma-meeruthi

Suni Na dasht Ya dariya Ki Bhi Kabhi Maine

Zarurat Kuchh Ziyaada Ho Na Jae

Dil Ka Moamla Nigah-E-Ashna Ke Sath

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet