• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mana Kisi Zalim Ki Himayat Nahin Karte

Mana Kisi Zalim Ki Himayat Nahin Karte

maana kisi zalim ki himayat nahin karte

ham log magar khul ke baghavat nahin karte

karte hain musalsal mire iman pe tanqid

ḳhud apne aqidon ki vazahat nahin karte

kuchh vo bhi tabi.at ka sukhi aisa nahin hai

kuchh ham bhi mohabbat men qana.at nahin karte

jo zaḳhm diye aap ne mahfuz hain ab tak

aadat hai amanat men ḳhayanat nahin karte

kyuun in ko mila mansab-e-afza.ish-e-giti

ye log to miTTi se mohabbat nahin karte

kuchh aisi baghavat hai tabi.at men hamari

jis baat ki hoti hai ijazat nahin karte

tanzim ka ye haal hai is shahr men ‘asim’

be-saḳhta bachche bhi shararat nahin karte

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

KHun-Baha Ka KHatt-E-La-Dawi Diya

Zamin Ka Rang Wahi Aasman Ka Rang Wahi

Aag Dariya Ko Ishaaron Se Lagane Wala

aijaz-asad

duniya Mein Kise Aag Lagani Nahin Aati

KHwabon Ki Ek bhiD Lagi Hai Jism Bechaara Nind Mein Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet