• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Makr-O-Ayyari Ka Daman chhoD De

Makr-O-Ayyari Ka Daman chhoD De

makr-o-ayyari ka daman chhoḌ de

aql se ghairat ka rishta joḌ de

zarf hai to moḌ le kuchh paanv aur

chhoTi chadar ki shikayat chhoḌ de

jag-hansa.i ho na jaa.e phir kahin

be-sabab auron pe hansna chhoḌ de

zulm ko bardasht karna jurm hai

zalimana fe.al ka dam toḌ de

dil ke donon harf hote hain juda

ho sake to TuuTe dil ko joḌ de

zehn ko shaffaf dil ko paak rakh

a.inon se tu ulajhna chhoḌ de

manzil-e-maqsud paane ke liye

zindagi ko ik naya sa moḌ de

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ishaaraton Ki Wo Sharhen Wo Tajziya Bhi Gaya

Wo Jo Umr Bhar Mein Kahi Gai Sar-E-Sham-E-Hijr Likhi Gai

poet

bhaTak Rahe Hain bhaTakte Rahenge Farzane

sara-shagufta

Khaali Aaankhon Ka Makan

Sufi

Kam-Nigahi Bhi Hai Khamoshi Bhi Ruposhi Bhi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet