• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aur Ab Kya Kahen Ki Kya Hain Hum

Aur Ab Kya Kahen Ki Kya Hain Hum

poet

aur ab kya kahen ki kya hain ham

aap hi apne muddaa hain ham

apne ashiq hain apne varafta

aap hi apne dil-ruba hain ham

aap hi khana aap khana-khuda

aap hi apni marhaba hain ham

ishq jo dil men dard ho ke raha

khud usi dard ki dava hain ham

raz-e-dil ki tarah zamane men

the chhupe aaj barmala hain ham

kyuun na ho arsh par dimagh apna

kis ke kuche ki khak-e-pa hain ham

har koi ashna samajhta hai

aur yaan kis ke ashna hain ham

ibtida ki bhi ibtida hain ham

intiha ki bhi intiha hain ham

ham to bande ‘nizam’ un ke hain

vo baja kahte hain ”khuda hain ham”

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Jis Ka Tujh Sa Habib Howega

poet

Rida-E-Jaan Pe Dohra Azab Bunta Hun

Hawa-E-Hirs-O-Hawas Se Mafar Bhi Karna Hai

Us Samt Mujhko Yar Ne Jaane Nahin Diya

Un Se Karam Ki Rakh Ummid Unki Ata Se Pyar Kar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet