• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Maine Apni Maut Pe Ek Nauha Likkha Hai

Maine Apni Maut Pe Ek Nauha Likkha Hai

main ne apni maut pe ik nauha likkha hai

tum ko sunata huun dekho kaisa lagta hai

jism ko kar Daala hai ḳhvahish ka harkara

chehre par masnui vaqar saja rakkha hai

suuni kar Daali hai basti ḳhvab-nagar ki

kal tak jo dariya bahta tha ḳhushk hua hai

honTon se zanjir-e-ḳhamoshi bandh rakhi hai

taq-e-umid pe dil ka charagh bujha rakkha hai

niind se bojhal palkon par andesha-e-miTTi

kashti-e-jan ke Dubne ka lamha aaya hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

uThne Ko to uTTha Hun Mahfil Se Teri Lekin

poet

dil Ko Koso Jo Chahta Hai

poet

Ye Qudrat Ke Hathon Ke Dilkash Sanam

Main Uske Wasl Se Jaga to Silsila Tha Wahi

Tir KHatm Hain to Kya Hath Mein Kaman Rakhna

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet