• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Geet / Jiwan Ke Safar Mein Rahi

Jiwan Ke Safar Mein Rahi

sahir-ludhianvi

jivan ke safar men raahi

milte hain bichhad jaane ko

aur de jaate hain yaden

tanhai men tadpane ko

ye ruup ki daulat vaale

kab sunte hain dal ke naale

taqdir ne bechain kar daala

un ke kisi divane ko

jo un ki nazar se khele

dukh paae musibat jhele

phirte hain ye sab albele

dil le ke mukar jaane ko

dil le ke dagha dete hain

ik rog laga dete hain

hans hans ke jaan dete hain

ye husn ke parvane ko

Filed Under: Geet Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Do ghaDi Sae Mein Jalne Ki Aziyyat Aur Hai

bashar-nawaz

Aahat Pe Kan dar Pe Nazar Is Tarah Na Thi

Sitamgaron Ke Sitam Ki uDan Kuchh Kam Hai

abdul-ahad-saaz

Goshe

Koi Shoala Hai Ki Shabnam Nahin Dekha Jata

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet