• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bas Hum Hain Shab Aur Karahna Hai

Bas Hum Hain Shab Aur Karahna Hai

mushafi-ghulam-hamdani

bas ham hain shab aur karahna hai

ye aur tarah ka chahna hai

hai vaada-e-vasl aaj mujh ko

asbab-e-tarab basahna hai

hain navak-e-ghamza garche kaari

mera hi jigar sarahna hai

duniya hai sara-e-fani is men

jo aaya hai yaan so pahna hai

chitvan men kahe hai yuun vo maghrur

tujh se mujhe kya nibahna hai

ai ‘mushafi’ dil raha hai pichhe

us ko bhi zara nibahna hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Main Wo Nahin Raha Wo Mera Dil Nahin Raha

Qalb-O-Nazar Ka Sukun Aur Kahan Dosto

poet

Phir Saba Guzri Hai Dar-E-Sehn-E-Chaman Kya Kahna

Ho Jaenge Jis Roz Sabhi Kaam Mukammal

poet

Tufan Ki Zad Pe Apna Safina Jab Aa Gaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet