• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ghubar dil Mein Bhara Kirkiri Salam-Alaik

Ghubar dil Mein Bhara Kirkiri Salam-Alaik

poet

ghubar dil men bhara kirkiri salam-alaik

hai kis ke kaam ki ye zahiri salam-alaik

karen na sidhi nigah dusri salam-alaik

hai ab ke yaron ki ye jharjhari salam-alaik

talavvun aisa in abna-e-rozgar men hai

ki subh miliye to hai charpari salam-alaik

mabada baat men bu-e-tamaa agar paven

phir un ki ankhon se teri giri salam-alaik

jo shaam dekho to phir in tilon men tel nahin

churai ankhen hain bhauven phiri salam-alaik

ba-qaul-e-shaer-e-bangala ‘azfari’ yuun rah

”ki khana ganth ka in se niri salam-alaik”

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Raaton Ko Jagne Ki Saza Ban Ke Rah Gaya

mushafi-ghulam-hamdani

Banaya Ek Kafir Ke Tain Us dam Main do Kafir

poet

Jab Bhi Saman-E-Sukun-E-Dil-O-Jaan Hone Laga

aisha-ayyub

Din Guzra Aur Sham dhali Phir Wahshat Le Kar Aai Raat

Ye Nigah-E-Sharm Jhuki Jhuki Ye Jabin-E-Naz Dhuan Dhuan

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet