• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Main Uski Aankh Mein Wo Mere Dil Ki Sair Mein Tha

Main Uski Aankh Mein Wo Mere Dil Ki Sair Mein Tha

main us ki aankh men vo mere dil ki sair men tha

vo apne shahr men aur main dayar-e-ghair men tha

ham apne ghar se bahut duur ja ke lauT aa.e

kisi ki aankh ka kanTa hamare pair men tha

mila to ashk-e-nadamat ki tah men us ka suragh

kisi ke dil men na ka.abe men tha na dair men tha

main janta huun liya ja raha tha mera naam

main dushmanon ki tarah us ke zikr-e-ḳhair men tha

na jaane kaise masa.il the apne rishton men

sukun sulh ke aalam men tha na bair men tha

ye aur baat ki vo sab se pahle Duub gaya

tumhara ‘taj’ bhi ḳhud-agahi ki tair men tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

bhartendu-harishchandra

Khayal-E-Nawak-E-Mizhgan Mein Bas Hum Sar Patakte Hain

Udas Baam Hai Dar kaTne Ko Aata Hai

Jab Se Pahchan Mein Nahin Hun Main

poet

Kis Samt muD Gai Thi Mujhe Yaad Aa Gai

Achchha Hai Wo Bimar Jo Achchha Nahin Hota

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet