• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Main Tut Kar Use Chahun Ye Ikhtiyar Bhi Ho

Main Tut Kar Use Chahun Ye Ikhtiyar Bhi Ho

fatima-hasan

main tuut kar use chahun ye ikhtiyar bhi ho

samet lega mujhe is ka e’tibar bhi ho

nai ruton men vo kuchh aur bhi qarib aae

gai ruton ka sulagta sa intizar bhi ho

main us ke saath ko har lamha mo’tabar janun

vo ham-safar hai to mujh sa hi be-dayar bhi ho

mire khulus ka andaz ye bhi sachcha hai

rakhun na rabt magar dosti shumar bhi ho

safar pe niklun to rasm-e-safar badal jaae

kinara badh ke kabhi khud hi ham-kanar bhi ho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sawal Raushni Ka Tha Jawab Likh Rahe the Hum

khwaja-meer-dard

Chaman Mein Subh Ye Kahti Thi Ho Kar Chashm-E-Tar Shabnam

Ishq Hai Gham Jo Sikhata Hai Fana Ho Jaana

poet

Farq Koi Nahin Magar Hai Bhi!

aftab-shakeel

Meri Mitti Se Agar Ruh Nikali Jae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet