main mubtala-e-ishq huun mujh ko pata na tha
jab tak kisi ne haal ye mera kiya na tha
paaya hai jab se tujh ko hai takmil ka surur
main thi adhuri tu mujhe jab tak mila na tha
allah tere ishq men huun haal se behal
tab tak bade maze men thi jab dil laga na tha
Leave a Reply