• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dar-O-Diwar Pe Shaklen Si Banane Aai

Dar-O-Diwar Pe Shaklen Si Banane Aai

dar-o-divar pe shaklen si banane aa.i

phir ye barish meri tanha.i churane aa.i

zindagi baap ki manind saza deti hai

rahm-dil maan ki tarah maut bachane aa.i

aaj kal phir dil-e-barbad ki baten hain vahi

ham to samjhe the ki kuchh aql Thikane aa.i

dil men aahaT si hui ruuh men dastak gunji

kis ki ḳhush-bu ye mujhe mere sirhane aa.i

main ne jab pahle-pahal apna vatan chhoḌa tha

duur tak mujh ko ik avaz bulane aa.i

teri manind tiri yaad bhi zalim nikli

jab bhi aa.i hai mira dil hi dukhane aa.i

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

shahryar

Guzre The Husain Ibn-E-Ali Raat Idhar Se

Sufi

Kiya Hai Maine Taaqub Wo Subh-O-Sham Apna

afsar-merathi

Asar dekha dua Jab Raat-Bhar Ki

poet

Ek Jalwe Ki Hawas Wo dam-e-Rehlat Bhi Nahin

Kurra-E-Arz Ko Tarik Bana Dena Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet