• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Main Lauh-E-Arz Par Nazil Hua Sahifa Hun

Main Lauh-E-Arz Par Nazil Hua Sahifa Hun

poet

main lauh-e-arz par nazil hua sahifa huun

dilon pe sabt huun peshaniyon pe likkha huun

purani rut mira muzhda suna ke jaati hai

na.i ruton ke jilau men sada utarta huun

main kaun huun mujhe sab puchhne se Darte hain

main roz ek na.e karb se guzarta huun

main ek zinda haqiqat huun kaun jhuTla.e

jo honT band rahen aankh se chhalakta huun

khuli hava men jo aa.uun to raakh ban ja.un

abhi main zer-e-zamin huun magar ubalta huun

kisi tarah to saveron ki aankh khul jaa.e

main shahr shahr men suraj uTha.e chalta huun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

La Ai Saqi Teri Jai Ho

poet

Nim Bismil Ki Kya Ada Hai Ye

Mausam-E-Hijr Ki Dil-Soz Nishani Dega

Kyun Na Ho Dad-Talab Himmat-E-Mardana-E-Dil

poet

Tanhaiyan Jo Ras Na Aaen to Kya Karen

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet