• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Main Jis Irade Se Ja Rahi Hun Usi Irade Se Lad Padungi

Main Jis Irade Se Ja Rahi Hun Usi Irade Se Lad Padungi

komal-joya

main jis irade se ja rahi huun usi irade se lad padungi

mire sipahi ko kuchh hua to main shahzade se lad padungi

ye khel shahon ke martabe ka hadaf banenge hamare mohre

main bebasi men shikast khaae hue piyade se lad padungi

main apni basti ki kachchi galiyon se ishq karti huun yaad rakhna

agar jo achchha bura kahega amir-zade se lad padungi

asir-e-naqsh-o-nigar mujh se nahin sambhalta ye chak-e-hasti

main thak gai to bikharti mitti se aur burade se lad padungi

ye sabr kab tak nibhae jaun main khud se nazren churae jaun

jo sham-e-hijran ne jaan khaai har ek vaade se lad padungi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Ab Tasawwur Mein Haram Hai Na Sanam-KHana Hai

Tum Aaina Hi Na Har Bar Dekhte Jao

poet

Niyyat Agar KHarab Hui Hai Huzur Ki

a-g-josh

Suna Suna dil Ka Mujhe Nagar Lagta Hai

Maine dhaDkan Suni Shajar Ki Raat

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet