• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Main Jahan Jaun Mere Sath Chale sannaTa

Main Jahan Jaun Mere Sath Chale sannaTa

main jahan ja.un mire saath chale sannaTa

meri ankhon men lagatar jale sannaTa

sub.h aati hai dabe paanv chali jaati hai

gher leta hai mujhe shaam Dhale sannaTa

bhagti bhiiḌ ke qadmon se lipaT kar ro.e

varna har sust musafir ko chhale sannaTa

tum ḳhayalat ke ḳhemon men simaT mat jaana

jab sar-e-rah kabhi haath male sannaTa

phir mire shahr men lauT aa.i hai dahshat-gardi

phir har ik jism ke saa.e men pale sannaTa

ab makanon ki chhaton ka bhi nazara kar lo

gungunata hai sitaron ke tale sannaTa

aj-kal un ke Thikanon men baḌi halchal hai

kaash mere bhi shabistan se Tale sannaTa

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

humaira-rahat

Hawa Ke Sath Ye Kaisa Moamla Hua Hai

poet

Ajib Log Hain Gul Karke Zindagi Ke Charagh

poet

Shama Raushan Jism-E-Fanus-E-Khayali Mein Hai Aaj

Ruh Hazir Hai Mere Yar Koi Masti Ho

kishwar-naheed

Tere Qarib Pahunchne Ke dhang Aate The

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet