• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Geet / Main Har Ek Pal Ka Shair Hun

Main Har Ek Pal Ka Shair Hun

sahir-ludhianvi

main har ik pal ka shair huun

har ik pal miri kahani hai

har ik pal meri hasti hai

har ik pal miri javani hai

rishton ka ruup badalta hai

buniyaden khatm nahin hotin

khvabon ki aur umangon ki

miaden khatm nahin hotin

har phuul men tera ruup basa

har phuul men teri javani hai

ik chehra teri nishani hai

ik chehra meri nishani hai

tum ko mujh ko jivan-amrit

in hathon se hi piina hai

in ki dhadkan men basna hai

in ke sanson men jiina hai

tu apni adaen bakhsh inhen

main apni vafaen deta huun

jo apne liye sochi thi kabhi

vo saari duaen deta huun

Filed Under: Geet Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

naz-butt

Banjar Zamin Ka Khwab

Raat Ke Dard Ka Mara Nikla

shahryar

Kahne Ko To Har Baat Kahi Tere Muqabil

Guzarna Rahguzaron Se baDa Aasan Tha Pahle

Be-Laus-O-Rawadar Tumhaari Hi Tarah Ho

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet