• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Main Hadd-E-La-Makani Chahta Hun

Main Hadd-E-La-Makani Chahta Hun

main hadd-e-la-makani chahta huun

ye kaisi sargirani chahta huun

tiri ankhon men paani chahta huun

bas itni mehrbani chahta huun

jise sunte hi so jaate the bachche

vahi bhuli kahani chahta huun

ye hai meri tabi.at ka taqaza

har ik pal imtihani chahta huun

nahin lagta mira ab shahr men ji

haqiqat dastani chahta huun

ka.i raton se niind aa.i nahin hai

main kuchh jhuTi kahani chahta huun

miri is sadgi ki daad to de

tira va.ada zabani chahta huun

koi gum-karda-e-manzil mile to

main apna naqsh-e-sani chahta huun

tumhari guftugu men ‘shan’ sahab

ghazal jaisi ravani chahta huun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Haif Bais Tere Itab Ka Main

poet

Umr Guzri Hai Sahaare Nahin Badle Maine

Mata-E-KHun-E-Jigar Ashk Ko Pila baiThe

Na Murawwat Hai Na Ulfat Na Wafa Mere Baad

poet

Chahne Par Bhi Na Chaha Hum Ko

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet