• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / KHwabon Ka Sailab Nahin Dekha Jata

KHwabon Ka Sailab Nahin Dekha Jata

ḳhvabon ka sailab nahin dekha jaata

nind-nagar gharqab nahin dekha jaata

jaane vaale meri ankhen bhi le ja

in ko yuun betab nahin dekha jaata

itna kah kar ek shanavar Duub gaya

afsurda girdab nahin dekha jaata

jaane us ka chehra kaise dekhenge

jis ka nur-naqab nahin dekha jaata

ham ne saara gulshan jalte dekha hai

tum se ek gulab nahin dekha jaata

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sufi

Kya Khabar Kab Se Pyasa Tha Sahra

Pahle to Bahut Gardish-E-Dauran Se laDa Hun

Kab Tak Tasawwuraat Mein Dil Ko Lahu Karen

abdul-ahad-saaz

Jaane Qalam Ki Aankh Mein Kis Ka Zuhur Tha

poet

Kis Ne Sunaya Aur Sunaya to Kya Suna

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet