• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Main Badalte Mausamon Ke Rang Se Bezar Hun

Main Badalte Mausamon Ke Rang Se Bezar Hun

poet

main badalte mausamon ke rang se bezar huun

har na.i rut se chaman men barsar-e-paikar huun

husn-e-yusuf ke ḳharidaro baḌho meri taraf

main adab ke da.ere men misr ka bazar huun

vaqt ke hathon bigaḌta huun sanvarne ke liye

main samundar ke kinare ret ki divar huun

kaun sa hai marhala jo mujh se tai paata nahin

main ḳhud apne raste ki manzil-e-dushvar huun

jis ko paḌhna hai mujhe vo pahli fursat men paḌhe

sub.h ke hathon men pichhli raat ka aḳhbar huun

ḳhvab hai mere liye mauj-e-hava ki tazgi

main shajar par zard patte ki tarah bedar huun

meri gardan par ‘saba’ hai apni shohrat ka lahu

main amal ki raushni men jurm ka iqrar huun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ai Qalamkar Mere Harf-E-Sadaqat Likhna

asrarul-haq-majaz

Kuchh Tujhko Khabar Hai Hum Kya Kya Ai Shorish-E-dauran Bhul Gae

Bahaaron Ke Nae Mausam Bulate Rah Gae

Jawani Harif-E-Sitam Hai to Kya Gham

Falah-E-Admiyat Mein Saubat Sah Ke Mar Jaana

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet