• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aankh Tumhaari Mast Bhi Hai Aur Masti Ka Paimana Bhi

Aankh Tumhaari Mast Bhi Hai Aur Masti Ka Paimana Bhi

aankh tumhari mast bhi hai aur masti ka paimana bhi

ek chhalakte saghar men mai bhi hai mai-ḳhana bhi

be-ḳhudi-e-dil ka kya kahna sab kuchh hai aur kuchh bhi nahin

hasti se manus bhi huun hasti se begana bhi

husn ne tere duniya men kaisi aag laga di hai

barq bhi sho.ala barpa hai raqs men hai parvana bhi

vus.at-e-vahshat tang hui bigḌa ghar divanon ka

najd ke ik sauda.i ne luuT liya virana bhi

aaj mohabbat rusva hai hathon se hoshyaron ke

ishq ki pahli duniya men tha koi divana bhi

dil ki duniya hilti hai roko apni nazron ko

kafir luuTe leti hain aaj tajalli-ḳhana bhi

gardish mast nigahon ki aḳhir vajd-angez hui

chakkar men ‘saghar’ bhi hai daur men hai paimana bhi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

naina-adil

Jwala-Mukkhi

Zamin Pe eDi ragaD Ke Pani Nikalta Hun

a-g-josh

Na Sochna Ki Zamane Se dar Gae Hum Bhi

Jaise Ji Chahe Mera Hausla Parkha Jae

Ye Nahin Kasrat-E-Alam Se Jal Jate Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet