• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dariya Mein Tughyani Hai

Dariya Mein Tughyani Hai

dariya men tughyani hai

basti basti paani hai

aah ki jangal hain abad

shahron men virani hai

mushkil se ab kya Darna

is men hi asani hai

duniya ki kya chaah karen

duniya ani-jani hai

us ko to pachhtana hai

jis ne dil ki maani hai

main bhi man ka raaja huun

vo bhi dil ki raani hai

ai dil us ko bhuul bhi ja

ye kaisi man-mani hai

maut se ‘gauhar’ Darna kya

maut to ik din aani hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

jaun-eliya

dil Jo Hai Aag Laga dun Usko

Bas Tumhaara Makan Dikhai Diya

Aap Se Rabta Nahin Mere Dost

Chand Mere Ghar Mein Utra Tha Kahin Duba Na Tha

Wafa Ka Banda Hun Ulfat Ka Pasdar Hun Main

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet