Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
muneer-niyazi

Main Aur Wo

  • Nazm
  • Top Rated Poet
  • Poet: Muneer Niyazi
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

roz-e-azal se vo bhi mujh tak aane ki koshish men hai

roz-e-azal se main bhi us se milne ki koshish men huun

lekin main aur vo ham donon

apni apni shaklon jaise lakhon gorakh dhandon men

chup chup aur hairan khade hain

kaun hai main

aur kaun hai tu

bas is dard men khoe hue hain

subh ko milne vaale samjhen

jaise ye to roe hue hain

More Poems

Sare Patthar Aur Aaine Ek Se Lagte Hain

Kaisi Hai Aah Apni Tabiat Bhari Hui

Badan-E-Yar Ki Bu-Bas Uda Lae Hawa

Sapera

Kab Tak dil Ki Khair Manaen Kab Tak Rah dikhlaoge

Jab Bhi Aankhon Mein Ashk Bhar Aae

Sada Ba-Sahra

Aaya Na Ras Nala-E-dil Ka Asar Mujhe

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.