• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Main Apni Jang Mein Tan-E-Tanha Sharik Tha

Main Apni Jang Mein Tan-E-Tanha Sharik Tha

main apni jang men tan-e-tanha sharik tha

dushman ke saath saara zamana sharik tha

injir o shiir banTta phirta hai shahr men

kal tak jo meri nan-e-javin ka sharik tha

mere ḳhilaf hai vo gavahi men pesh pesh

mansuba-bandiyon men jo mera sharik tha

mere qisas ka bhi hua hai vo mudda.i

jo mere qatl men pas-e-parda sharik tha

kar-e-jahan men bhi vahi mera sharik hai

dukh-dard men jo lamha-ba-lamha sharik tha

kashti ke Dubne ka mujhe gham nahin magar

maujon ki saz-baz men dariya sharik tha

had ho ga.i thi ham se mohabbat men kufr ki

jaise ḳhuda-na-ḳhvasta vo la-sharik tha

’tishna’ ye tujh ko sang-e-malamat usi ke hain

pindar-e-ishq men jo ana ka sharik tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jaisi KHwahish Hoti He Kab Hota He

ismail-merathi

Insan Ko Chahiye Na Himmat Haare

abdul-hamid-adam

Aakhirat Ka Khayal Bhi Saqi

Main Kar Na Paya Zabt Zi-Bas chiKHta Raha

Badal Diye Hain Mukammal Nisab Ab Ke Se

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet