• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Na Sahi Aish, Guzara Hi Sahi

Na Sahi Aish, Guzara Hi Sahi

na sahi aish, guzara hi sahi

ya.ani gar tu nahin duniya hi sahi

chhoḌiye kuchh to mira bhi mujh men

ḳhuun ka aḳhiri qatra hi sahi

ghaur to kiije miri baton par

umr men aap se chhoTa hi sahi

ranj ham ne bhi juda paa.e hain

aap yakta hain to yakta hi sahi

main bura huun to huun ab kya kiije

koi achchha hai to achchha hi sahi

kis ko siine se laga.un tire ba.ad

jaate jaate koi dhoka hi sahi

kar kuchh aisa ki tujhe yaad rakhun

bhuul jaane ka taqaza hi sahi

tum pe kab rok thi chalte jaate

meri sochon pe to pahra hi sahi

vo kisi taur na hoga mera

chalo aisa hai to aisa hi sahi

surḳh karne lagi har shai ‘javvad’

yaad ka rang sunahra hi sahi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

aftab-shah-alam-sani

Mere Gale Se Aan Ke Pyara Jo Phir Lage

allama-iqbal

Apni Jaulan-Gah Zer-E-Asman Samjha Tha Main

poet

Ab Mujhe Ranj Kyon Na Ho Is Dil-E-Sogwar Se

Be-Wafa Na-Mehrban Ye Sach Hai Wo Aisa to Tha

akbar-hameedi

Harif-e-Gardish-e-Ayyam To Bane Hue Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet