• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Main Apne Azab Likh Rahi Thi

Main Apne Azab Likh Rahi Thi

ishrat-afreen

main apne azaab likh rahi thi

zakhmon ka hisab likh rahi thi

phulon ki zaban ki shaera thi

kanton se gulab likh rahi thi

us ped ke khokhle tane par

ik umr ke khvab likh rahi thi

ankhon se saval padh rahi thi

palkon se javab likh rahi thi

har buund shikasta bam-o-dar par

barish ka itaab likh rahi thi

ik nasl ke khvab ke lahu se

ik nasl ke khvab likh rahi thi

phulon men dhali hui ye ladki

patthar pe kitab likh rahi thi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Rut Hai Aisi Ki Dar-O-Baam Na Sae Honge

Hafiz Shirazi

dosh didam Ki Malaek dar-e-Mai-Khana Zadand

zaKHmi Hun Tere Nawak-E-Duz-Dida-Nazar Se

abdul-mannan-tarzi

Khun Jab Ashk Mein dhalta Hai Ghazal Hoti Hai

Asnam-E-Mal-O-Zar Ki Parastish Sikha Gai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet